Gar hogi Tere dil mein bhi koyi Khalish.!
Msg kar Apni Khtaon ko Janna Chahegi.!!
Dukh is Baat ka nhin Usne Jawab na diya,
Ranj is baat ka hai Humein samjh na saki.!
Pahali pahali Muhabbat thi Us sang Yaaro,
Kash samjh sakti is Khel ke Khiladi nhin.!!
Tujh Sang Dosti bhi Ek Azeeb Itefaaq tha.!
Huyi Dooriyan kya Iska Masad kuch Khaas tha !!
Jinhein Hum se Chaha nhin.!
Hum ko Unki Parwah nhin.!!
Rukh-e-Mausam ke Mizaz ko Samjhna hoga.!
Kaun Qabil Na Qabil Husn-e-Bazar Parkhna hoga.!!
Ek trfi Dosti ya Ek Tarfa Pyaar kisi kasm ka nhi…
Behtar hai Apne Raste Bdl lein…
Apna to Insaan ka Jism bhi nhin
Tah Umar jis pr Wo Naz krta hai..
.रहने दो मेरे रंज-ओ-गम मेरे पास
वक़त इलाज़ है.!
तुम खुद ही परेशां हो मेरी दर्द-ए-दवा
क्या करोगे.!!
Muhabbat mein humein Batwara Qabool nhin.!
Tu Baat kre Auron sang Zra bhi Majoor nhin.!!
Zindagi bhi badi Azeeb hai Yaaro
Baat bnte bnte fir reh gyi.!
Unhein Humari Batein Manjoor na thi Humein Unki Zidd Ras na aayi.!!
Apni Sharm-o-Hya ko paas apne.!
Main rhera Aawara Bhanwra bin Ras piye na Manuga.!!
Tu apni Zidd pr Qayam reh Main Apni baat pr.!
Na Tu jhukna Na Main jhukta Baat bdegi kis baat pr.!!
Humein Apni Muhabbat ke Darmiyan koyi aur Qabool nhin.!
Yun bhi Ek Waqt kaiyon se Batein krna Ulfat ka Dastoor nahin.!!
Husn-o-Zamal dekh Uska Preshan ho gya hun.!
Nikla tha Ghar ko magar Uski Gali aa gya hun.!!
Doobti Sanesin hai magar Khwahishein ab bhi Baki.
Dum nikale Yaar gali Maikhane se khali na jaaye Saki.!!
Kuch to rahi hongi Majbooriyan.
Warna yunhi koyi Bewafa nhin hota…
Tujh sang muhabbat hai magar Kuch Soch Hum Chup Rhe.!
Socha agar Jtla deinge Sar-e-Shahar Ruswa ho jaoge.!!
Life mein One sided Love kabhi Parwaan nhin Chdhta…
Love is two way traffic…
Meri chahton ka yun na imtahan le.!
Qayamt ke din bhi teri Slamati ki Dua ki hai.!!
Us pyaar ka kya krun jo Meri Dunaiya mitana chahe.!
Teri iq Razamndi pr Baat theri Warna Jine ko kuch na hai Yahan.!!
Kab kya wade kiye the.!
Hum Aaj bhi Dil pr liye Baithe hain.!!
Tumhari Muskurahton ke liye Jeena chahte the.!
MaGar Tumhari Na Yaqeen krne ki Aadt ne Dil Tod diya.!!
Zindagi bdi kam kmbakht hai Maut se pahle kai baar Marti….
Isse pahale ke Alvida Kahein aakr mil..
Waqt jyada nhin Paas baith batein kr…
Tu kya Pyaar ke Geet Hum sng Gayegi.!
Tujhe to Yaqeen nhin Zra bhi Hum par.!!
Azeez aa ge hain Zindagi ki Ruswaiyon se.!
Maalik ab Wapis bula le Apne paas Humein.!!
Tujhe khone ka Drr bhi hai Yaara.!
Magar kya Krein Hr Dil-e-Dag dikha skye nhin.!!
Gar Iraade Buland hon Waqt bhi Jhuk jaata.!
Badalte wo Log hain Jinke Pyaar mein Haqeeqt nhin.!!
Tujhse Muhabbat hui
Koyi Na Qaabil Gunaha kiya.!
Tu Gair rhi Batane se
Kyun Zindagi ko Ruswa kiya.!!
Husn ki Adaein dekhiye Na samjhe Ishq ki Bandishein.!
Soche ek wahi Parde mein Baki pr Mehrban hai Zamana.!!
Gar Itne hi Bure the Kareeb aaye hi Ktun the.!
Tanha Jeete Khush the yun Sabj-Bag dikaye kyun the.!!
Barbaad honge ro kya hua Naam to hoga.!!
Ey Shanma Teri Chaht mein Parwana kb Aabad hoga.!!
Yahi hqeeqat yahi Duniyan se Yaari hai.!
Samjhe har koyi Magar Moh-Pyaari hai.!!
Chehara Gar Darpan mein hi dekhoge Dil pr kya Guzregi kabhi socha.!
Zindagi Mayusiyon mein Ghir jaayegi kyun kabhi is baare na socha.!!
Hum to jeete the teri khwahish ke liye.!
Khwahishein hui gair kya rkha ab yahan.!!
Yun Roohon ka Miln zamane ne kai baar dekha hai..
Ulfat ki baat kr Bewafa hote kaiyon ko delha hai…
Thoda bda likh te ro achcha tha..
Shayd dil ki Baatein Smjha jaate…
Hi Ni Mr Jawan Gud Khake,
TeriyaN UdikaN nein Khnd paake..
Kadh aayeingi SadraN krde,
Wedha Khanda Aa Doli Chadh ke…
Uljhne Suljhne ki Zidd achchi nhin hoti..
Zamane mein Hr Aashiq Niyat thik na hoti…
Mere Seene mein Dafn Gum chipane ko Aasman bhi km Padh gya..
Bahut Garur tha Malik ki Rza pr Use Apna sa Munh le reh gya…
Ye Humari Khta thi Zarurat se Jyada Sar baithaya…
Warna Husn wale yahan Line lga khde hain kai…
Kisi ko Itna Sar na Chadaiye ke Apni Okat hi Bhul jaye..
Keh gye Sayane Pair ki Juti Pairon mein hi Achchi lgti…
Dil is Qaddr toot chuka
lgta nhin kahin..
Ek Tera Sahara tha Tu
bhi Khfa ho gyi…
Khwahishein is Dil mein bhi kn na thi magar.!
Kishti wahan Doobi jahan Pani zra km hi thi.!!
Zindagi itni hansi na thi Usse mulaqat se pahale.!
Ye to muqddar ki baat Wo aaye bahar ban ke.!!
Mulaqat bhi hogi Shabb-e-Raat bhu hogi.!
Bahon mein Sajan ke Har raat fir hogi.!!
Chalte hain aajkal Wo rahein badl badl kar.!
Jinke Hawale kiya tha Khudko Rehnuma jaan kar.!!
Koshish to bahut ki thi
Magar Rabb ko Manjoor na tha.!
Teri Tasweer Samne thi
Magar Taqdeer Rahein bdal gyi.!!
Tujh sang muhabbat hai magar Kuch Soch Hum Chup Rhe.!
Socha agar Jtla deinge Sar-e-Shahar Ruswa ho jaoge.!!
Okat se adhik kisi ko Sarhaoge to
Jalil hone ko Taiyar rahein…
Main isi mein khush hun
Mere dard-e-jakhm se
Tujhe koyi Fark na padha.!
Ye jo Mere Jism pr
Khronchon ke Nishan hain
Teri Bewafai ka Saboot hai.!!
Un sang Muhabbat Ik Itefaq tha.!
Dil Jod Dil Todna kya ye bhi Itefaq tha.!!
Jab zindagi hi na rhegi jaante.!
Humnein Zidd krna chod diya.!!
Tujh sang Muhabbat Itefaaq na tha
Magar Meri taqddeer mein Tera pyaar na tha.!
Maan ya Na Maan
Meri Zindagi ab Km hai.!
Jee rha hun Beshq
Tere Deedar ki Khwahish hai.!!\
Jab se mili Un samf Nazar
Khushiyan dekhein Mere Kadmo Niche.!
Soch kr Kadm Uthte the
Ab phire hain Sab Log Peeche Peeche.!!
Rahne de Mujh ko
Apne Dil ke Kareeb.!
Jo Sath ho Na Tera
Hum hain Gareev.!!
Usne Nahi Na kaha Magar Haan bhi to na kaha.!
Tadpaya Chain se Aur Hans kr Boli Soch kr Batati.!!
Apni khubsurat Palkon pr yun na Bithaiye.!
Ke Jhpkaye jo Zamin pr Gir jayein.!!
Meri Zindagi ki Kami hai Tu,
Jise Chah kr na Bhula sakun.!
Jo Hawa Mujhe Dard de gyi,
Wo Tere Gumon ko Le Ude.!!
Hawa kuch keh rahi MaGar baat kych aur hai..
Ghtayein chaa rahi MaGar Batish kahin aur hai…
Dekh kr Aujar Scooty Bezaar ho gyi..
Bda Itrati thi apne Ingin ki Raftar pr…
Dil dene se Pahale Itrana Husn ki Purani Aadat..
Ishq bhi MashAllaha hai Nzaqt brdash kr Waqt aane pr bdla le…
Jb tk na Bataoge Sb ka mtlab…
Tb na htegi rumhari gaflt…
Aapne apne Zidd poori kr li Apne Ego k karan….
Koyi Hurt hota to hua kre….
Kuch log waqt ki respect nhin krte
Zindagi mzak me lete
Jo waqt aaj hai
Mauka aaj hai
Jane phir na mile…
Kl ho na ho…
Jise baat krne ka Dil ho Msg kr le..
Hum se Pahal ki Umeed na krein…
Aashiqi kisi bhi Jeev ki ho..
Khtam ja kr Jism pr hi ho…
Na sunne ki aadat nhin hai…
Jo thidi der sath nhin de skta Umar bhr kya khak dega…
Dil bhi Todte aur Narajgi bhi dikhate..
Kya khub hain Sanam ke Nakhre Nirale…
Hurt kro or Sorry bol do Duniyan ke Chln nirale..
Kaash Dil mein jhank dekhte Zakhm hue kitne Gehre…
Muhabbat Un samg ki Khule Dil-o-Dimag se..
MaGar Wo to Sharton ki Pherist bdhate chle gye…
Hum jise Muhabbat ka Khuda maan baithe the..
Wo Ptthar nikla Bhul gye Rabb to Rabb hi hota…
Tere Khayalon mein Jina hi Ab Zindagi..
Na Maloom Muqaddar mein hai Tu Zindagi…
Jarurat Ik Shrimati ki
Beauty with Mind ho..
Educated Sexy Hot ki
Magar Dil se Kind ho..
Husn-e-Yaar ne Shiddat se Tadpaya hai..
Ik Jhlak Dikha deti to Doobti Sanso ko Sahara mil jaata…
Sharab aur Shabab mein
Kya Fark bta..
Ik Nasha kra Madhosh kre
Duzi Jeene ko Majbur…
Aisa nhin hai Yaara Gar Yaqeen kregi..
Di pal nahin Tah Umar ka Waada rha…
Dua krna aaj ke baad Preshan krne waala na rhe..
Suna hai Rabb se Tune jo bhi Manga Poora Hua hai…
Aap jb kisi ko Apna samjhein or Wo Hurt kre…
Lgta hai Aap Duniyan me Sbse Bure hain…
Sukh aur Dukh Jieam ka hissa hain
Iska Matlb nhin Tehzeeb hi Bhul jayein…
Dekhe hain jhoorhe kai
Koyi Unsa na dekha..
Dil le kar kehate hain
Humnein kuch na kiya…
Bda tadpati hai Bda tarsati hai In Dino…
Barish ki Fuhar mein Yaad aati in Dino…
Na Bantte na Batwaate
Apni beech koyi aur Mnjoor nhin..
Zra Kbudgarz hain Hum
Muhabbat ka koyi Dastoor nhin…
ये तेरी Cute से Smile
कर देती हमें Mute..
कितनी शिद्दत से तराशा
हाँ कर न हो Rude…
Yrr koyi WaDa to kr Magar Aisa na krna Jo Muqmmil na kr Paaye..
Yun bhi Muhabbat BaDnam hai Chain chura Tanhai dene waste…
Kuch aise bhi log Yahan jo jhooth ka Pulinda hain…
Kuch na hote hue bhi Bahut kuch smjhte Khud ko…
Jo Pak Saf wahi
Muhabbat Sachi
Baki to Dil Behlane
ka Khyal Yaaro…
Mauke pr Chauke ki Aadt nahin Apni..
Sudhar jayeinge Us din ho jayegi Apni…
Un Rishton ko Jodne ki ab Koshish na kr..
Jo Be-etabaar krne ki Wajah se Toot Chuke…
Bhuji bhuji si nazar ka khyal hai..
Tumahari baaton psr Sawal hai…
Tu Gair ki Amant janta phir bhi..
Dil ko kyun ek Tujhi se Pyaar hai…
Azi Chupke se kahan aate
Gaze baze ke saath aate..
Magar fir rok deti ho tum
Kahti Ruswa kyun jr jaate…
Jo Khud Bewafa hote Duze ko bhi Bewafa Smjhte..
Ulfat Ka Dam hr koyi Bhrta Kitne Ishq mein Jaan dete…
Dosti huyi khud se Usse Milna chod Diya
Jisne Siwa Gum ke Kuch na Diya…
Raat ik Khwab dekha Uska Chehra Hatho mein tha..
Kasmsa Rhi thi Magar Tofan poore Shabab par tha…
Do pal hi Hasti hai
Chaar din ki bs Basti hai..
Zindagi bdi khubsurt
Yahan hr Arzoo Sasti hai…
Posted on November 12, 2019, in Shayari Khumar -e- Ishq. Bookmark the permalink. Leave a comment.
Leave a comment
Comments 0