Category Archives: Unse Mulaqat.

पहली मुलाक़ात.!!


वो पहली मुलाक़ात का नज़राना,
सलामत अब भी मेरी किताबों में.!

रूह की सांसों बसी रूहानी यादें,
तेरी तस्वीर हर पल है निगाहों में.!!

नाक की लड़ाई में .!!


नाक की लड़ाई में बहुत कुछ खोया करते.!

ज़िन्दगी चार दिन की बाद फिर रोया करते.!!

2.jpg

Jab Gali Me Wo Chothi Bar Mili Thi…


..

Shaam Ka Sama Tha,
Tanha Hi Tanha Tha,
Ghar Se Nikal Main,
Bahar Tahalne Chla Tha,
Main Chonkar Raha Gya,
Jab Gali Me Wo Chothi Bar Mili Thi,,,,,,

Main Chonkar Raha Gya,
Jab Gali Me Wo Chothi Bar Mili Thi,,,,,,

Lab Pe Nami Thi,
Muze Dekh Hansi Thi,
Zhuka Nazar Salam Kiya,
Maine Bhi Ehatram Kiya,
Ab To Pachan Thi,
Mulaqat Aasan Thi,
Boli”Kaise Ho”,
“Kya Yahin Rahte Ho”,
Chahka Main”Baith Bate Karte Hain”,
“Aao Kahin Chalte Hain”,
Sunkar Wo Sharmai,
Hole Gardan Hila Chali Mere Sath Thi,,,,,,
Main Chonkar Raha Gya,
Jab Gali Me Wo Chothi Bar Mili Thi,,,,,,

Nazar Me Nazar Gada,
Ek Duze Ko Taake Gaye,
Pahle Aap Kuch Kahein,
Ye Zumla Dohrate Gaye,
Socha Wo Kuch Kahegi,
Request Pahle Karegi,
Nadan
SagarSamz Na Paya,
Waqat Aaj Bhi Wahi Hai,
Achi Ladkiyan Ki Kumi,
Aaj Bhi Nahi Hai,
Kashmqash Me Sochta Raha,
Ab To Chay Bhi Khatam Ho Chali Thi,,,,,,

Main Chonkar Raha Gya,
Jab Gali Me Wo Chothi Bar Mili Thi,,,,,,

Bill Restran Ka De,
Hum Uth Chuke Thy,
Chehare Pe Uske Kuch,
Arman Beqrar Thy,
Kuch Sunne Kuch Kahne Ko,
Sharm Ke Aage Beqar Thy,
Bhaut Soch Himat Rakh,
Maine Usse”Purpose”Kiya,
Nazar Utha Nazar Zhuka,
“Accept”Ko Usne Kabool Kiya,

“SagarAage Kahe Kya Yaaro,
Ab To Pyaar Ki Gaadi Chal Padi Thi,,,,,, 

Main Chonkar Raha Gya,
Jab Gali Me Wo Chothi Bar Mili Thi,,,,,,

Wo Bhi Kya Dastan Thi


College ki Canteen,
Students ka Selab,
Kya khuub sama tha,
Bhid me Iq Chaand khila tha,

Wo bhi kya Dastan thi,
Jab Tizi baar wo mili thi,,,,,,

Chaye ki leti chusqiyan,
Hotho pe thi bijliyan,
Aankho me wahi Kashish,
Sapano ki thi Tapish,
Khuda ki Iss Murat se,
Qayamat hi Qayamat thi,
Wo Door sahi leqin,
Mann ke bhaut Nazdik thi,
Dil ne kaha phir Dil se,
Ja Karib ab Mehboob ke
,
Wo bhi kya Dastan thi,
Jab Tizi baar wo mili thi,,,,,,

Do Kadum Aage badate hi,
Manzil Samne thi,
Ankho se Ankhe mili,
Jine ki Mohlat mili,
Khushboo Gul-e-Badan ki,
Sanso me Apani Samayi,
Zuban kuch kahati Pahale hi
Uski Nazar Bhaut kuch kaha gayi,
Laga
“Sagar”Apani nikal padi,
Muhabbat Apani ab Chal Padi, 

Wo bhi kya Dastan thi,
Jab Tizi baar wo mili thi,,,,,,

Azib Waqya Tha


College ki sidiyan thi,
Wahan main tha aur wo thi,
Kuch thami si kuch sharmayi,
Mere bhi halat patli thi,

Azib waqya tha,
Jab pahli baar wo mili thi,,,,,,

Shabnam se nahayi,
Chanda ki chandni si,
Galo pe zulfe thi,
Hotho par kahaqashan,
Muze dekh sharmayi,
Hole se hath utha,
Usne chehare se zulfe hatayi,
U laga dil ko,
Chaand nikala badalo se,
Aur dharti se nazar milayi,

Azib waqya tha,
Jab pahli baar wo mili thi,,,,,,

Isse pahle wo chal deti,
Raha apne ho leti,
Thodi himat dikhayi,
Aur main bola Hello,
Wo kasmasayi aur chal padi,
Bin jawab bin sawal,
Laga dil ko koyi bhool ki,
Bus yahi meri bhool thi,
Chaar sidiyan aage chl wo palti,
Musqa
“Sagar”umeed ki kiran jagayi,
Azib waqya tha,
Jab phli baar wo mili thi,,,,,,
Image


College Campus me,

Chasm-e-Badoor khadi thi,
Hatho me kitabein liye,
Tanha Si khadi thi,
Valentien Day tha,
Jab Duzi baar Wo Mili thi,,,,,,
Phoolo ke Gulsitan me,
Kaliyan Kaliyan thi,
Har Kali shoukh thi,
Bhawaro ki Moz thi,
Bhawaro ke is Karwan me,
Uski Baat kuch aur thi,
Khushboo Alag Surat alag,
Gulab si Madhosh si,
Sab Nazar-Nigah me,
Piche Diwano ki foz thi,
Valentien Day tha,
Jab Duzi baar Wo Mili thi,,,,,,
Nazar Bacha Yaaro ki,
Pass jane ko Beqrar tha,
Dil-e-Mahzabi se,
Aankh Milane ko Betab tha,
Kisi terha Karib gaya,
Gulab ko Gulab du Soch kar,
Himat Juta Hath Bda Bola,
“Happy Valentien Day”,
“Same 2 U”Kah Kali Wo musqayi,
Samza”Sagar”Aag Brabar hai Lagi,
Valentien Day tha,
Jab Duzi baar wo Mili thi,,,,,,

%d bloggers like this: