Category Archives: Jee Chahata Hai

जी चाहता है.!!


   तेरे चेहरे का नूर इतना दिलकश है,
   देखते-देखते जीने को दिल चाहता है.!
   उस पर कम्बख़त मौसम भी खूब है,
   संग  वक़्त  बिताने  को जी चाहता है.!!

 

Tere Chehare Ka Noor Itna Dilkash Hai,

Dekhte-Dekhte Jine Ko Dil Chahta Hai.!

Us Par Kmbakhat Mausam Bhi Khub Hai,

Sang  Waqt  Bitaane  Ko Jee Chahta Hai.!!

Jee Chahata Hai.!!


जैसे ये रात गुज़री तुझ संग बातें करते-करते.!

काश  तमा  ज़िंदगी  गुज़रे यूँ  ही जी चाहता है.!!

     तू  सामने  बैठी  रहे  देखूं तुझे जी भर कर.!

     मौत आए तुझे देखते-देखते जी चाहता है.!!

Jee Chahta

Jaise Ye Raat Guzari Tujh Sang Baatein Karte-Karte.!

Kash Tama Zindgee Guzare Yunhi Jee Chahata Hai.!!

Tu Samane Baithi Rahe Dekhun Tujhe Jee Bhar Kar.!

Mout Aaye Tujhe Dekhate-Dekhte Jee Chahata Hai.!!

Jee Chahta hai.


तस्वीर की इन आँखों पर कुछ कहने को जी चाहता है.!
इन  नशीली  आँखों  से दो  घूँट  पीने को जी चाहता है.!!

Tasweer ki In Aankhon par Kuch kehne ko Jee chahata Hai.!
In Nashili Aankhon se Do Ghoont Peene ko Jee Chahata Hai.!!

Jee Chahata.!!


Sochta hun tere honthon par koyi Geet likhun.!
Dekh samane tujhe choomne ko jee chahta hai.!!

Zheel si ghari aankho me…


Image

तस्वीर की इन आँखों पर कुछ कहने को जी चाहता है.!
इन  नशीली  आँखों  से दो  घूँट  पीने को जी चाहता है.!!

Zheel si ghari aankho me,
Dubane ko jee chahta hai,
Tuze apne dil me bsa ke,
Poojne ko jee chahta hai,
Dil ko teri bewafai ki khabar to hai dost,
Phir bhi na jane kyu tuzse wafa karne ko jee chahta hai,,,,,,
Zami asama sitaro me tere chahne wale kayi hain,
Janta hu nhi milogi phir bhi tere intzar ko jee chahta hai,,,,,,
Kahksha chaand siraro me tu shumar,
Tere sajdo me sir zhukane ko jee chahta hai,,,,
Waqif hain tuzse aur teri jafa se hum.
Phir bhi tuzi se dil lagane ko jee chahta hai,,,,,,
Wo balpan aur bachpan ki sunhari yaade,
Un bachpan ke dino ko na bhulane ko jee chahta hai,,,,,,
Kisi shayer ki shayri si khubsoort hai tu,
Tuz par bar bar gazal likhne ko jee chahta hai,,,,,,
Teri palko me bus karib rah sku,
In ankho ka kajal banne ko jee chahta hai,,,,,,
Zamane me ishaq ki misal banjate,
Teri khatir to ab jaan dene ko jee chahta hai,,,,,,
Pahli nazar ka pyaar nhi chahe nakar iqrar,
Jab tak na mane tuze manane ko jee chahta hai,,,,,,
Muddat se tamanna hai tuze chune ki,
Mile jo mouka to tuze baho me le chumne ko jee chahta hai,,,,,,
Waqat se pahe muhabbt jawan ho jaye to,
Gali gali aashiqo ko mela lgane ka jee chahta hai,,,,,,
Dilko teri khawaisho ki had pta hai dil,
Phir bhi teri har khawaish qurban karne ko jee chahta hai,,,,,,
Suna hai gulsita me kaliyo pe shabab hota hai,
Banke bhawra phoolo ka ras pine ko jee chahta hai,,,,,,
Bar bar wada kiya hai waqt pe ane pyaar nibhanew ka,
Dhokha mila mana par ekaur wada prkhne ko jee chahta hai,,,,,,
Tera hi ek sawal aksar tasawur ban jata hai,
Aaine bhi dekhu to chehre tera dekhne ko jee chahta hai,,,,,,
Ishaq ki bate mere samne na kiya kijiye,
Dil ki baat zuban par lane ko jee chahta hai,,,,,,,
Sitare to kayi hain is faleq par,
Ek tera hi deedar karne ko jee chahta hai,,,,,,,,
Ye hoth ye nashili ankhe beqarar karti hain,
Tuze baho me zakad chumne ko jee chahta hai,,,,,,,
Shaam ka sama ho tu mere sath ho,
In haseen wadiyo me ghar basane ko jee chahta hai,,,,,,,
Tera sath pa pankh lag gaye hain,
Ab to sanam asma pe udne ko jee chahta hai,,,,,,

Jee Chahata Hai


 

 Ibtadaye Ishaq Me Jaane Kya-Kya Karne Ko Jee Chahta Hai,

BahoN Me Le Tuze Tere Darpe Jaan Dene Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Sitaare To Kayi Hain Is Falaq Par,
Ek Tera Hi Deedar Karne Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Khoobsurt Hain Teri Aankhein Itani,
Bar-Bar Inhein Hi Dekhne Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Ye Honth Muze Yun Beqraar Karte Hain,
Tuze BahoN Me Zakd Chumne Ko Jee Chahta Hai,,,,,,,
Teri Ek-Ek Adda Se Muze Muhabbat Hai,
Teri Har Ik Adda Par Jaan Lutaane Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Shaam Ka Smma Aur Tu Mere Saath Ho,
In Haseen Wadiyo Me Busne Ko Jee Chahta Hai,,,,,,,
Tera Saath Pa Jaise Pankh Lg Gaye Hain,
Ab To Sanam Aasma Par Udne Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Chod Saari Duniya Tuze Apna BnaooN,
Tere Sang Hi To Ghar Busaane Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Tere Ghar Ke Samne Ho Apna Bhi Aashiyana,
Jindgi Ke Har-Pal Tuze Hi Dekhne Ko Jee Chahta Hai,,,,,,,
Kisi Ke Saamne Ye Sir Kabhi Zhuka Nhin,
Jaane Kyun Tere Sazde Ko Sanam Jee Chahta Hai,,,,,,
Teri Chahat Ka Mohtaaz Hai Ye Mera Dil,
Tere Kadumo Me Ab To Jaan Dene Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Ye Kaisi Dushwariya Tere Bin Kuch Nazar Nhi Aata,
Jhaan Se Nazar Bacha Harwaqt Dekhne Ko Jee Chahta Hai,,,,,,,
Mil Kar Bichdein Is Se Behtar Hai Milein Hi Na,,,,,,
Teri Muhabbat Bhari YaadoN Sang Jeene Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Maut Aaye Jab To Tu Mere Saamne Ho,
Tuze Dekhte-Dekhte Duniya Se Jaane Ko Jee Chahta Hai,,,,,
Rukh Se Parda Jab Jab Tu Uthaati Hai,
Us Waqat To Bus Tuz Par Jaan Dene Ko Jee Chahta Hai,,,,,,
Tere Kadumo Me Hai Meri Zanat-e-Jhaan,
Tere Dar Par Hi Ab Ye Jaan Lutaane Ko Jee Chahta Hai,,,,,

Janta Hoon Dilbhar Tu Kabhi’Sagar’Ki Na Ho Sakegi…!


 

Waaqif Hain Tuz Se Aur Ek Teri Wafa Se Hum…!
Phir Bhi Tuze Pyaar Karne Ko Jee Chahata Hai…!!

     Tere Hotho Ki Tabassum Ki Deewani Hai Duniya…!
In PankhudiyoN Ko Chumne Ko Jee Chahata Hai…!!

Khush-Kismat Hai Barish Jisne Bhigo Chua Tuze…!
Badan Se Tapkte Pani Ko Pine Ko Jee Chahata Hai…!!

     Yun To Tune Kayi Sitam Kiye Ab Tak Is Garib Par…!
Jane Kyun Kayi Aur Sitam Sahane Ko Jee Chahata Hai…!!

Zamana Bhi Hua Hardum Pak Wafa Ka Dushman…!
Dulhan Apni Bna Naye Muqam Likhne Ko Jee Chahata Hai…!!

     Janta Hoon Dilbhar Tu Kabhi’Sagar’Ki Na Ho Sakegi…!
Phir Bhi Tere Khawab Palko Me Pirone Ko Jee Chahata Hai…!!

Tu Kisi Aur Ki Ho Jaaye Is Dil Ko Kabhi Manjoor Nahin…!
IsSe Pehale Waqt Nikle Tere Dar Jaan Dene Ko Jee Chahata Hai…!!

Jee Chahata Hai


Zheel si ghari teri neeli ankho me,
Dhubne ko jee chahta hai,
Dil me busa tuz ko,
Poojne ko jee chahta hai,

Rahe jindgi me chalte chalte,
Gume dhoop is qadar tadpati hai,
Teri zulfo ki chaw tale tamam umar,
Jindgi busar karne ko jee chahta hai,,,,,,,

Khubsurat hain tere chehre ke nqsh itne,
Koyi ghazal kahne ko jee chahta hai,,,,,,,,,,,,

Ye addaye dil ka churati hain,
Tuzi ko tuzse bachane ko jee chahta hai,……
Husano shabab dekh madhosh ho chuke hain,
Baho me bhar tuze humsafar banane ko jee chahta hai,…….
Tere gesuo me sakun muze milta hai,
Har waqat inme sir chipane ko jee chahta hai,,,,,,,,

Khayal tera mere dilko is qaddar tadpata hai,
Har shai me chehra tera dekhne ko jee chahta hai,,,,,,,,,,,,

Mere din raat guzarte tere khayalo me, 
Ab to tuze apna bannane ko jee chahta hai,,,,,,

Bta tere bin jiye kaise is gulsita me,
Tu hai  to jhaan me jine ko jee chahta hai,,,,,,,,,,,,,

Is terha bewafai ke shair likhe hain,
Bar bar un ko hi padne ko jee chahta hai,,,,,,,,,,
Dil ko teri bewafayi ki khabar hai phir bhi,
Tuzi se jane kayu wafa karne ko jee chahta hai,,,,,,,,,,

Is adda se”Ravi”wo sitam karte hai,
Kayi aur sitam sahane ko jee chahta hai,,,,,,,,,

Jee Chahata Hai


Tere khayal se behtar koyi shai nahi.
Teri tasweer ankho me busane ko jee chahta hai,,,,,,

Wo balpan aur bachpan ki sunhari yaade,
Un bachpan ke dino ko na bhulane ko jee chahta hai,,,,,,

Kisi shayer ki shayri si khubsoort hai tu,
Tuz par bar bar gazal likhne ko jee chahta hai,,,,,,

Tere husan ke charche hain nazare me,
Bus sirf teri hi tarif sun ne ko jee chahta hai,,,,,,

Teri palko me bus karib rah saku,
In ankho ka kajal banne ko jee chahta hai,,,,,,

Pahli nazar ka pyaar nhi chahe nakar iqrar,
Jab tak na mane tuze manane ko jee chahta hai,,,,,,

Zamane me ishaq ki misal banjate,
Teri khatir to ab jaan dene ko jee chahta hai,,,,,,

Muddat se tamanna hai tuze chune ki,
Mile jo mouka to tuze baho me le chumne ko jee chahta hai,,,,,,

Gesuo se chahra chupa kyu tadpati ho,
Rukhse parda hta mahtab tuze dekhne ko jee chahta hai,,,,,

Waqat se pahe muhabbt jawan ho jaye to,
Gali gali aashiqo ko mela lgane ka jee chahta hai,,,,,,

Apna bhi ghar ho teri gali me to roz dekh sku,
Tere ghar ke samne ghar banane ko jee chahta hai,,,,,

Suna hai gulsita me kaliyo pe shabab hota hai,
Banke bhawra phoolo ka ras pine ko jee chahta hai,,,,,,

Dilko teri khawaisho ki had pta hai dil,
Phir bhi teri har khawaish qurban karne ko jee chahta hai,,,,,,

Hussan ki is qayamt pe bhala konna mitega,
Teri is ada par ey dil qurban hone ko jee chahta hai,,,,,,,

Tera hi ek sawal aksar tasawur ban jata hai,
Aaine bhi dekhu to chehre tera dekhne ko jee chahta hai,,,,,,

Bar bar wada kiya waqat pe ane pyaar nibhanew ka,
Dhokha mila mana par ek aur wada parkhne ko jee chahta hai,,,,,,

Kaise tere pas rhu kaise tuze chu saku,
Teri long ka lashkara banne ko jee chahta hai,,,,,,

Ishaq ki bate mere samne na kiya kijiye,
Dil ki baat zuban par lane ko jee chahta hai,,,,,,,

Jee Chahata Hai


Zheel si ghari ankho me,
Dubne ko jee chahta hai,
Tuze apne dil me bsa ke,
Poojne ko jee chahta hai,,,,,,,,,

Dil ko teri bewafai ki khabar to hai dost,
Phir bhi na jane kyu tuzse wafa karne ko jee chahta hai,,,,,,

Mai janta hu tu gair ki hai meri nhi, 
Phir bhi tuzi ko pane ko hardum jee chahta hai,,,,,,

Yaqin nhi hai jhaan ko par ye szch hai,
Bar bar tere liye jeene marne ko jee chgahta hai,,,,,,, 

Zami asama sitaro me tere chahne wale kayi hain,
Janta hu nhi milogi phir bhi tere intzar ko jee chahta hai,,,,,,

Kahkshan chaand siraro me tu shumar,
Tere sajdo me sir zhukane ko jee chahta hai,,,,

Tabssum ko sja rakha hai jin hotho par,
Un hotho ko sanam chum ne ko jee chahta hai,,,,

Ishaq me muzpar bhout sitam kiye hain tune,
Phir bhi sanam kayi aur sitam sahne ko jee chahta hai,…..

Tuzi ko chahu tuzi ko sarhao ye ho nhi skta,
Kya kare dil tuzi ke bare me bolne ko jee chahta hai,,,,,,

Waqif hain tuzse aur teri jafa se hum.
Phir bhi tuzi se dil lagane ko jee chahta hai,,,,,,

Teri talash teri wafa hai jindgi ka maqsad,
Teri hi zustzu me tama jindgi guzarne ko jee chahta hai,,,,,,

Hussan ke nqshe kayi nzaro me chamke,
Bus ek tera hi chehra dekhne ko jee chahta hai,,,,,,,

In gesuo ki chaw me bita du sara jeewan,
In kali ghatao me ghar banane ko jee chahta hai,,,,,,

Kisi ko chaha ke kaise bhula du “Sagar”
Tere khayalo ke siwa kuch na sochu jee chahta hai,,,,,,

Jee chahta hai –


Khubsurat hai tere chare k naqsh itney ,
Koyi Gazal kahney  ko  jee chahta hai  //
Zeel  – si  – gahree teri  Neeli ankho m  ,
‘Sagar’ ka dubney  ko  jee  chata  hai  //

खूबसूरत हैं तेरे चेहरे के नक़्श इतने.!
कोई ग़ज़ल कहने को जी चाहता है.!!

झील-सी गहरी तेरी नीली आँखों में.!
‘सागर’ का डूबने को जी कहता है.!!


Dil      mey      basaa       kar        tuzko ,
Pooj    ney     ko    jee     chahata     hai //
Tabssum ko jin huotho par saja rakha hai /
Un   labo ko  chumney  ko jee chahta hai  //

दिल में बसा कर तुझ को./
पूजने को जे चाहता है.//
तब्बस्सुम को जिन होंठों पर सज़ा रखा है./
उन लबों को चूमने को जी चाहता है.//
Khyaal tera merey dil ko is qaddar trdpata hai /
Har shay mey chehraa tera dekhne ko jee chahta   hai  //
Terey    gesuwo    mey   itana   saqun  muzko milta hai  /
Har   waqat   inmey  sar  chupaney  ko  jee  chahta hai //
Bata     tere   bin  m   ji-u    kesey   is    gulista   mey /
Tuzey  dekh  kar   hi    tou   jeeney  ko je chahta hai //
Dil   ko   teri   bewafayi  ki  khabar  tou  hai  phir bhi /
Tuzi     sey    wafaa    kar   ney   ko   jee  chahta  hai //
Is     terah   tuney  bewafayi   ke   shair    lekhey   hai /
Baar-baar   unko   hi   prd -ney   ko   jee   chahta hai  //
Kis   adaa   sey   “Ravi ”  wo    sitam      kartey     hai /
Kayi    aur   sitam    sahney     ko    jee     chahta   hai  //

%d bloggers like this: